Pimples (muhase)
Pimples yoven k aagmen k time nikltey h.
Iss aayu me badi trivta k sath body ki vradhi hoti h chuki face ki skin iss change ki abhyast nhi hoti, so pimples nikl aatey h. Pimples ko kabhi nochna nhi chahiye and baar baar dabana bhi nhi chahiye.
Pet saaf rakhey aur kabz n hone de.
Poshtik aahar lena.
Din me 2-3 baar phley hot aur phir cold water se face wash kare
Water intake jyada kare
Pimple se yukt face ki skin khurduri liye carrot, palak ya ajyaaen ka ras bahut gunkaari h.(15 aus gajer k ras me 5auss palak ka ras milakr pimples pr lgatey h)
Pimple se bachaav k liye bhojen me vitamin c ki matra bada denee chahiye.
Khira pani, pipermint and ice ka chura face pr lgaye and 2-3 mins baad dho de face pr freshness aa jayegee.
Jhaeya bhi face ka vikaar h.jb Inn isthlo k kosthak durbel ho jatey h toh vikaar utpann ho jatey h.
Dhoop ki Jhaeya toh aisthayee hoti h,but wo vikaar k karen hui toh unhe bleach krna aavshyak h.
Bleaching me Jhaeya km ho jati h.
By makeup unhe cover kiya ja skta h.
Yadi skin dry ho toh jhaeya ko bleach krne k baad unn pr oil ya moisturiser awashaya lgaye.
Lemom ka ras bhi bleaching krta h so use jhaeyo pr lgaye aur tb tk lga rhne de, jb tk ki wo puri trah dry n ho jaye.
Dahi ki lassi se bhi bleaching ki ja skti h
Jhaeyo k liye lep ready krne k liye 4 spoon kasi muli (radish) me kuch drop sirkey ki milakr face pr lgaye. Kasi hui muli ko dudh me cook kr bhi bleatching ready ki ja sktee
Bleaching readmade market me bhi milti h female, oxi etc companies ki
How to do bleaching? .......
рдЯिрдк्рдкрдгिрдпाँ
рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें