Important for beauty:skin (Acne )
Yadi aapki skin sunder, attractive, kantimay h toh ye aapka luck h.ise bnaye rkhne k liye aapko special care ki aavshyakta nhi h.
But aaj is pollution bhare mahol me skin and hair ka healthy rhna mushkil ho gya h but impossible nhi. Skin and hair ki uchit care ki jaye toh yoven adhik time tk bna rhta h.
Girls ko young age and prodavastha k aas pass faces pr kai type k changes hotey h. Ye changes natural vikaro k karen hotey h and kil muhase jinhe acne bhi khtey h kya roop me samne aatey h. Yadi face pr kali kile ho toh face ko bhaap (steam)dena ya soap se wash krna labhdayak h.
Lemom k dry flowers ko boil water me milakr steam dene se bhi laabh hota h. Km se km 10 mins tk bhaap denee chahiye after that jaha kali kile ho unkey pass k hisse ko tissue paper se ya cotton se hlka Sa dbaye, phir uss hole ko kisi tej lotion se band kr de .
****Yadi bhaap se kile na nikley toh unhe magnesium sulphate mile pani se bhaap dene ka upkram krna chahiye.
****adhik kadi kilo k liye Inn pr thoda sa badam rogen lgaye and hot towel se dbaye. 6 auss distilled water me 20-25 kann bicarbonate milakr lgane se bhi kali kilo pr effect pdta h.
****dudh bhi kali kilo se chutkara dilane me saksham h. Garam pani se face wash k baad dudh se face ko 10-15 mins tk speng krna chahiye.
****Garam dhud k sath sath honey bhi labhdayak h.
****2auss glycerin soap, 4auss badam ka chura, 1 auss multani mitti ka ghol pani me bnakr rakhey aur isse kai Dino tk kilo pr lgaye. Kilo ko saaf krne ka ye best way h
I hope aapkey ye information kuch kaam aaye next blog me muhase k bare me discuss karege till then bye.

рдЯिрдк्рдкрдгिрдпाँ
рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें