How I wash my hairs?

    Apne hairs ko sunder, shiny, soft banaye rkhne k liye always try krtey rhna chahiye. Hairs ki cleaning pr vishesh dhyaan dena chahiye. Aapkey routine me hair care k liye bhi certain time fixed hona chahiye. Hair care ki bhi utnee hi aavshyakta h jitnee ki face aadi ki. Toh start krtey h....




  ⭐shampoo krne se one hour phley hot oil massage krnee chahiye uskey liye jetun oil, badam oil ya coconut oil ya in sbko mix krkey inhe hlka Sa garam krkey head massage krnee chahiye.


⭐oiling krne k liye kisi dropper ya fingers ka use krna chahiye and hairs ko acche se hlkey hand se ragdna chahiye taki oil hair root me pahucch jaye.



⭐after oiling head pr hot towel ka use krna chahiye iskey liye towel ko hot water me deep kr le aur acche se nichod le aur uss towel ko head pr hairs ko sath acche se cover kr le ya lapet le. Iss process se oil hairs me acche se ram jata h.



⭐iss process k baad hairs me shampoo krna chahiye. Shampoo lgakr hairs ko hlkey hand se acche se ragdna chahiye aur phir pani se dho daley. Balo ko tb tk wash kare jb tk ki shampoo puri Treh hairs se nikl n jaye.



⭐hairs k liye conditioning bhi acchi hoti h so unhe shampoo k baad hairs me lgana chahiye. Lgane se phley balo ko acche se nichod le phir lgaye aur lgane k baad 10 mins k liye chod de aur phir pani se wash kr le



⏩⏩⏩⭐shampoo k baad hum sirka ya lemon juice pani me milakr hairs me lga sktey h.



⏩⏩⏩⭐Ya andey ki jardi ko wet hairs me lgakr acche se ragdey phir gungune water se wash kr le.



⏩⏩⏩⭐curd se massage bhi balo k liye acchi hoti h.



⭐hair wash k baad towel se pani sukhaye dryer aadi se bache. Towel ko bahut jyada Jor se n ragdey nhi toh hair fall ki problem ho sktee h.



☺I hope aapkey ye hair wash se related information kaam aayegee. Tc

рдЯिрдк्рдкрдгिрдпाँ

рдЗрд╕ рдм्рд▓ॉрдЧ рд╕े рд▓ोрдХрдк्рд░िрдп рдкोрд╕्рдЯ

рд╕िрд▓्рдХ рдХी рд╕ाрдбिрдпों рдХो рдХैрд╕े рд╕ाрдл рдХрд░ें (рдзोрдПं/wash)

рд░ेрд╢рдо рдХी рдкुрд░ाрдиी рд╕िрд▓्рдХ рдХी рд╕ाрдб़िрдпों рдХा рдХ्рдпा рдХрд░ें

Nails care and cleaning