рд╕ंрджेрд╢

Nail art

Hello friends,             Aaj mai nail art kr bare me baat krne wali hu.nail art mtlb nail pr art krna. Ab ye art kuch bhi ho skta h.                         Ye hmaree soch aur creativity pr depends krta h.           Nail art krne ka tarika - ЁЯТЕ  Nail art krtey time sbse phley aap nail Polish se Base bna lijiye .         Base aap 2 coat ka lgaye kyunki ek coat se finishing sahi nhi aatee. ЁЯТЕ phir aap colour combination choice kijiye jaise white coat h toh black colour lenge ya red h toh black ka combination hoga ЁЯТЕ combination choice krne k baad aap usse koi bhi art kr sktey h jaise dots, vertical etc aur dry hone pr pardarshi colour ki nail paint se uss pr ek coat aur kr denge.       Taki finishing aa jaye touch krne pr roughness na ho. ЁЯТЕ art krne k liye aap kisi purani nail Polish ki brush ko kaat kr ptla...

Simple eye makeup without eyeshadow palate

Hello friends,      Welcome back to my today's blog!! Mai aapko apne iss blog me bina eyeshadow palate k eyemakeup krna btane wali hu.        Actually kabhi kabhi aisa hota h ki hum bahut jaldee me hotey h aur hmarey pass makeup krne ka time nhi hota h uss time k liye ye blog bahut helpful hone wala h              Weddings, parties ya koi function ho toh hum kaam me guest ko smbhalne me itna busy ho jatey h ki hum apne aap pr dhyaan hi nhi de patey aur last time pr jb ready hone lgtey h toh sare beauty products ya toh miltey nhi ya unko lgane ka time nhi hota.        Mai aisi trick layee hu jisse aapka time bhi save hoga aur aap function me beautiful update bhi lgegee       Let's start it.... Eyemakeup me use aane k liye eyeshadow palate ki jageh hum lipstick ka bhi use kr sktey h. Bas Lipstick ko aap apnee finger ya brush pr lijiye aur eyes pe apply kr dijiye jaise ey...

Balo k girne aur jhdne ki smasya k liye ramband nuskha

        Comb se hairs bnatey time ager 2-4 baal toot jaye toh ye ek normal baat h but adhik hairs ka tootna unhealthy hairs ki phchaan h isko hair fall ki problem khtey h.after pregnancy baal jhdne ki problem ek normal problem h jo kuch time baad apne aap sahi ho jati h.        Hairfall ki problem vanshanugat bhi ho sktee h.         Dryer, roller aadi ka use jyada krne se bhi hair fall ki problem ho sktee h                 ЁЯСОHair fall ki karen- 1.  Sharir me khoon ki kami 2.balo ki jado  (roots) me rog. 3.dhoop me always hairs ko open rkhna 4.aanuvanshik 5.Kam pani pina 6.Nutrition elements ki kami Etc etc But yaha mai only one tip dene wali hu hair fall ko rokne k liye . Aap isse ramband nuskha bhi kh sktey h .gharelu nuskha h toh koi side effects bhi nhi h . ЁЯСЙ       1:1 ratio me nariyal oil aur onion lijiye mtlb ager 1/2 small bowl n...

Face ki jhaeyo aur phunsiyo k liye some tips

Hello everyone,           Welcome back to my blog !!   Aaj hum face ki jhaeyo aur phunsiyo k bare me baat krne wale h. Her ldki ya sb  koi yahi chahta h ki uskey face per koi mark ya spot na ho.toh kuch aise tips h jo face ko bedaag aur khubsurti dega.            Vaise toh sbki skin different types ki hoti h but phir bhi some tips for face.I hope aapki skin pr useful hoge. Toh chaliye start krtey h. 1.   Rithey ka chilka pani me piskr lgane se mukh-mandel ki jhaeya aur daag -dhabbe dur ho jatey h. 2.    1spoon honey, 1 spoon kaccha dudh milakr lep kare. 5 mins baad pani se dho daley. 3.     Face pr lemon ka chilka ander ki traf se male.5 mins baad thoda sa gila basen bhi face pr Mel le. 15 mins baad fresh water se dho le.  Isse face ki Jhaeya muhase finish ho jatey h aur rang bhi saaf ho jata h. Note*****kacche muhaso ko kabhi nhi nochna chahiye wrna wo face pr permanent...

Eye makeup for beginners simple eye makeup

рдЪрд┐рддреНрд░
Hi girls,              How are you all? I hope acche hi hoge.               Aaj hum eyemakeup k bare me baat krne wale h. Vaise toh eyemakeup bahut type ka hota h jaise smokey, dress se match krta hua green , blue, yellow....but aaj hum simple eye makeup krne wale h.                      Ye eyemakeup beginners k liye kafi helpful rahega iss eyemakeup ko dopher ki parties k liye apply kr sktey h.toh start krtey h. Step 1:            Sbse phley moisturiser apply kijiye .jisse ki brushes smoothly Chale.       Step:2           Ab eyelid aur uskey upper brow bone tk foundation apply krege aur compact powder se pack kr denge. Step:3            Koi bhi brown shade ya pyazi shade ko select kijiye eye shadow palate se aur crease line tk pur...

Foundation kya h aur isko kaise lgatey h?

Hello friends,         Welcome back to my blog. Today we are talking about foundation. Foundation kya hota h aur isko kaise lgatey h isse phley ye janna jaruri h ki hume kyu lgana chahiye? hota kya h isse jo him isko lgaye ya iskey bare me Jane?                     Foundation lgane se humaree uneven skin even ho jati h, face pr ho rahe dark circles ya koi bhi unwanted spot ko hide krta h.just hide krta h remove nhi. murjhaya hua sa face glowing lgne lgta h.ye smjh lijiye ki face me jaan aa jati h.   ЁЯМ╗foundation kya h-                                         Foundation main three ingredients se bnta h. 1.MYKA-                Ye ek clear white colour ka powder hota h. 2.PIGMENT -                ...

Makeup for sagai

Hello friends,           Welcome back to my today's blog. Aaj mai sagai k make up ko share krne wali hu. Actually ye pal ek ldki ki life ka bahut hi important pal hota h aur khtey bhi h sagai mtlb aadhi shadi. But at that time or at that day girls bahut nervous ho jati h. Vaise hi ek ajeeb si jhijhak hoti h uss pr kya phnu , kaisa makeup sahi rahega na Jane kitne hi questions mann me hotey h.aaj k blog me aapki iss problem ko dur krne ki meri puri koshish hogee.    So let's start with me makeup for this occasion ☺......... ☺  sbse phley toh apne face se iss nervousness, tension ko ЁЯФлgoli mariye. Aur apne face pr jyada nhi but hlki si smile rakhiye. Ye din again nhi aayega ☺second thing aap aaj ek ЁЯС╕Princess h.main attraction of party. Let's start it. ........ ЁЯФ┤ sbse phley face wash kijiye aur moisturiser and primer lga lijiye. ЁЯФ┤uskey baad aapne jo bhi dress iss occasion k liye select ki h uss dress ko phn lijiye . ЁЯФ┤ab a...