Hello friends, Last blog me hands se related tips the ab ager nails ko avoid kiya jaye toh ye nails aur hmarey hands k sath nainsaafi hogi. Toh aap smjh hi gaye honge ki mai nails k bare me iss blog me kuch knowledge de rahi hu jo mujhe pta h.aur I want if you know about nails please comment kijiye ya koi suggestion dena chahtey h toh ur value able suggestions always welcome..... Toh batey bahut ho gayee ab hum apne topic pr aa jatey h. Hands k sath sath nails ki care krna bhi jaruri hota h. ЁЯШИ apne nails ko safe rkhne k liye bottle, dibbey etc ko nails se kholne ki bhul kabhi bhi na kare. ### nails ka size equal and beautiful rkhne k liye nail cutter pr bane ragmark se ghise. Aur unhe sunder dikhane k liye shape me rakhey jo shape aapko pasand ho kyunki aaj kl golakaar...
рдЯिрдк्рдкрдгिрдпाँ
рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें