Nails care and cleaning

Hello friends,
      Last blog me hands se related tips the ab ager nails ko avoid kiya jaye toh ye nails aur hmarey hands k sath nainsaafi hogi. Toh aap smjh hi gaye honge ki mai nails k bare me iss blog me kuch knowledge de rahi hu jo mujhe pta h.aur I want if you know about nails please comment kijiye ya koi suggestion dena chahtey h toh ur value able suggestions always welcome.....
 

       Toh batey bahut ho gayee ab hum apne topic pr aa jatey h.


       Hands k sath sath nails ki care krna bhi jaruri hota h.

        ЁЯШИ  apne nails ko safe rkhne k liye bottle, dibbey etc ko nails se kholne ki bhul kabhi bhi na kare.

      ###   nails ka size equal and beautiful rkhne k liye nail cutter pr bane ragmark se ghise.


                 Aur unhe sunder dikhane k liye shape me rakhey jo shape aapko pasand ho kyunki aaj kl golakaar k sath sath square shape bhi prachalan me h.



                  Nails hands ya legs kisi k bhi ho time to time cut krtey rhna chahiye.


             Ager aapko long nails pasand h toh aapko inki care jyada krnee pdegee. So ager aapkey pass time km h after daily stuff then don't keep long nails I personally suggest u and yes if you hv a baby then u also don't keep long nails. I mean ager aapkey pass care krne k liye time nhi toh please nails na rakhey and ager chota baccha h tb bhi aap long nails nhi rakhiye.


         Nails ki cleaning bhi must necessary bahut jaruri h isse nails ugly lgtey h and most importantly health k liye harmful bhi hotey h.


       ••••   Yadi aapkey hands chotey h jinme finger size bhi chota h aur fingers bhi ptli h toh aap apne nails adhik long na rakhey isse hands aur bhi chotey lgtey h.

      ••••  jin girls ya ladies k hands and fingers moti h unhe apne nails ko ptla aakaar dena chahiye. Iskey liye nails pr nail Polish lgatey time nails ki dono side ki length  (lambayee) ka rukh thoda sa rkhkr nail Polish lgaye.

     Aapkey liye light colour nail Polish useful rahegee


    I hope ye video aapkey liye useful rahegee
     Miltee hu next post me till then bbye.

рдЯिрдк्рдкрдгिрдпाँ

рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें

рдЗрд╕ рдм्рд▓ॉрдЧ рд╕े рд▓ोрдХрдк्рд░िрдп рдкोрд╕्рдЯ

рдоाрд╕िрдХ рд╢िрд╡рд░ाрдд्рд░ी 11 рд╕िрддंрдмрд░ 2023

Param Ekadasi (Adhik Mas): Saturday, 12 August 2023