рд╕ंрджेрд╢

рдЬुрд▓ाрдИ, 2017 рдХी рдкोрд╕्рдЯ рджिрдЦाрдИ рдЬा рд░рд╣ी рд╣ैं

Nails care and cleaning

Hello friends,       Last blog me hands se related tips the ab ager nails ko avoid kiya jaye toh ye nails aur hmarey hands k sath nainsaafi hogi. Toh aap smjh hi gaye honge ki mai nails k bare me iss blog me kuch knowledge de rahi hu jo mujhe pta h.aur I want if you know about nails please comment kijiye ya koi suggestion dena chahtey h toh ur value able suggestions always welcome.....          Toh batey bahut ho gayee ab hum apne topic pr aa jatey h.        Hands k sath sath nails ki care krna bhi jaruri hota h.         ЁЯШИ  apne nails ko safe rkhne k liye bottle, dibbey etc ko nails se kholne ki bhul kabhi bhi na kare.       ###   nails ka size equal and beautiful rkhne k liye nail cutter pr bane ragmark se ghise.                  Aur unhe sunder dikhane k liye shape me rakhey jo shape aapko pasand ho kyunki aaj kl golakaar k sath sath square shape bhi prachalan me h.                   Nails hands ya legs kisi k bhi ho time to time cut krtey rhna chahiye.        

hands care...hatho ki sahi dekhbhal

Hello friends,                 Welcome back to my blog. Iss blog me hum hatho ki sahi dekhbhal kaise kare iss topic pr baat krne wale h.                      Hatho k sondrya ki importance face k sondrya se jyada hoti h because hands not only beauty k pratik h apitu bhavnao k bhi wahak h.                     Mostly girls do hi chizo pr dhyaan deti h apne face aur apne kapdo pr. Ve apne hands and legs ko ignore kr deti h.jbki nature ka effect sbse jyada hands pr hi pdta h. Sardi ho garmi ho sbka effect hmarey hands pr jyada pdta h aur Inn pr dhyaan not dene se yr dry, ruff and jhuridaar ho jatey h, jo hmaree beauty ko fika kr dete h                        Apne ghr k sare kaam kr lene k baad hands ko acche se clear kr lena chahiye.                          Sbzi katne k baad hume hands wash kr lena chahiye                           Yadi kaam krtey time ya barten wash krne baad nails me Mel jm gya ho toh usse kisi tili ya silayee se nikaal dena chahiye.              

white hairs ka upchaar

Hello friends,               Welcome in my blog !!      Friends iss blog me mai white hairs ki problem se pareshaan logo k liye kuch tips layee hu. I hope aapkey liye useful hoge.      Phley white hairs samaya k sath aaya krtey the but aaj kl hr dusre insaan ko white hairs ki problem hoti h. Vaise toh market me aise bahut se sadhen  h jinse white hairs ko hide kiya ja skta h chupaya ja skta h. Pr ager iss problem ko hamesha k liye hi dur kr diya jaye toh it's better na. Tip 1:                 Dry  (sukhey )aawley k churen ko pani k paste bnakr siir pr lep kare and after 15 mins thende pani se wash kare . everyday aisa krne se baal kale hone lagege . sath hi aawle ko food me shamil kr le toh aser aur bhi jaldee mileage sath hi hair fall ki problem bhi nhi rahegee. Tip 2:              One spoon sukhey aawley ka churen do ghunt pani k sath sotey time lene se kuch hi Dino me aapkey baal white hone band ho jayege. Tip 3:              Nimboo k ras me pisa

kisi bhi lipstick ko matt lipstick kaise bnaye?

рдЪрд┐рддреНрд░
Hello friends,      Welcome back to my blog aaj mai baat krne wali hu matt lipstick k bare me jo aaj kl fashion me in h .aap koi bhi celebrity ko dekh lijiye matt lipstick hi use krtee h kare bhi q nhi after all summers h.     Matt lipsticks dekhne me jitnee acchi lgtee h utnee hi expansive bhi hoti h . so hr koi la sakey possible nhi . so mai kuch aisa bnane wali hu jisse aap koi bhi lipstick ko matt lipstick me convert kr sktey h.toh let's start it..... 1.    Sbse phley lips pr hum koi bhi foundation, BB cream ya concealer ka use kr sktey h. Mai LA girl ka use kr rahi hu aap jo bhi  aapkey pass h unka use kr sktey h. 2 . foundation, concealer ya BB cream ko lips pr lgane k baad hum lips pr compact powder ka use karenge. Aur isse hume bahut hi light handed lgana hoga. Aap koi bhi compact powder use kr sktee h. 3.  Third step me hum lips pr lip linner ka use karenge aur pure lips pr is ko apply kr lenge. Mai ya

Makeup for summers

рдЪрд┐рддреНрд░
Hello friends,                 Welcome back to my blog. Today we are talking about summer makeup.                 Summers aa chukey h aur summers me makeup krna thoda difficult sa lgta h sweating problem sbko pareshaan krtee h.simply hum makeup na bhi kare but jb baat kisi wedding ya any other occasions me jane ki ho toh hume makeup krna hi pdta h.                   So in problems ko dekhtey mai summers know liye makeup kaise kare ka blog layee hu hope aapko pasand aayega aur aapkey kafi helpful bhi hoga so let's start it.                  Summers me aap ye nhi sochiye ki mujhe moisturiser nhi lgana h . koi bhi weather ho moisturise krna apnee skin ko that's very important process for healthy skin.  Toh hum subse phley skin ko moisturise karege.         Moisturise krne k liye I personally recommended patanjali ALOEVERA GEL isse sweating ki problem bhi nhi hoti h and it is good for health. Next step me hume face pe foundation use krna h .foundatio